- 50,321
- 84,764
- 354
Aur kya bhaaya, Zindgi me aur rakha hi kya hai jo mile sabse haso bolo kal ko to mar hi jana hai..Har haal me must raho sahi jindgi hdi mitra![]()
Kya baat hai, aj to poori philosophy jhaad rahe hoAur kya bhaaya, Zindgi me aur rakha hi kya hai jo mile sabse haso bolo kal ko to mar hi jana hai..
That's the ultimate unwanted but fixed goal of any living being..![]()
![]()

aur wo kon Thaa Jo bol raha thaa Usko kuch nhi AataTujhe aisa lagta to bata fir?
Blue shade ka toh mujhe pata hai... Romantic me kaisa kuch wo bataoColor and name meri id wala hi hona chahiye, baki kuch romantic bhi bana sakte ho![]()
Aaj 2 baatli nahi udhelich hai na abhi apan ne to pheelosopgy aareli thi..Kya baat hai, aj to poori philosophy jhaad rahe ho![]()


