- 5,617
- 12,817
- 174
Last edited:
Bahut hi badhiya update diya hai dhalchandarun bhai....Update 153
♡ Rare Disease ♡
Previously: In the previous update humne padha tha ki Jogendra ko KAAL ne apna sach bataya tha. Riya aur Jiya ko Arjun ka sach pata chala tha, Raveena ko raat mein apne bhai ka bura sapna aaya tha jabki Kajal ko Akhil se Raveena ki family ka pata chala tha
Now Next: >>>
Monday Morning
Vikramaditya College
Arjun, Rashi, Rohan aur Leela sabhi 3rd semester mein ja chuke the, sabhi apna apna result dekh chuke the. Arjun, Rashi, Leela aur Rohan ko class mein sabse jyada equal marks mile the.
Krithi ne hamesha ki tarah apne class mein top kiya tha. Nivetha ko 6th semester mein sabse jyada marks mile the.
Nivetha aur Amit college ke last year mein ja chuke the.
[[Arjun Classroom]]
Arjun ke class ke sabhi classmates Arjun aur Rashi ko bari bari se congratulate kar rahe the.
As usual Arjun, Rashi aur Rohan teeno sabse last bench par baithe huye the, sabhi students dono ko congratulate kar chuke the.
“Congratulations to both of you.”
Sabhi ke aasha ke viprit Leela ne dono ko unke paas aakar badhai diya.
“Thanks! Arjun aur Rashi ne ek sath jawab diya.”
Aage inn sabhi ki koi aur baat hoti usse pahle Sriya class room mein enter ho gayi, isliye Leela ko apni seat par jana pada.
All students: Good morning mam.
Sriya: Good morning everybody.
Leela: Mam aaj kya tooic hai????
Sriya: Aaj new class ka first day hai toh aap sabse pahle kuchh baat ho jaye.
Leela: Bilkul mam.
Sriya: Sabse pahle sabhi students ko new class mein jane ki badhai, especially Arjun aur Rashi ko, dono ne sabhi semester ke students se sabse jyada marks prapt kiya hai.
“Dhanyawad mam! Rashi aur Arjun ne ek sath Sriya mam ko shukriya ada kiya.”
Sriya: Rohan aur Leela tum dono ko bhi badhai, tum dono thoda aur koshish kar sakte ho.
Rohan: Mam main isse jyada aur koshish nahi kar sakta hoon, mere paas jitna samay tha utna time maine diya, kya pata Arjun aur Rashi dono special ho isliye dono ko sabse jyada marks milte hain. Mujhe khushi hai ki jab se main Arjun se mila hoon meri life change ho gayi hai, jahan pahle main class mein kabhi bhi top list mein nahi aa pata tha kintu iss baar dono semester mein mujhe top 5 mein jagah mila hai.
Sriya: Bahut achhi baat hai, waise bhi ye sansar dukho ka ghar hai aur iska sabse bada karan hai hamari ichha, hum jitna kisi cheez ki chah karte hain wo chah badhta jata hai aur phir hamari ichha pura na hone par hum dukhi hote hain.
Rohan: Aapne bilkul sahi baat kahi mam, mujhe koi regret nahi hai ki mujhe Arjun, Rashi aur Leela se kam marks mila hai.
Leela: Mam mujhe bhi koi regret nahi hai ki mujhe Arjun aur Rashi se kam marks mila hai.
Sriya: Bahut achhi baat hai hume sirf apna 100% koshish karna chahiye jo tum dono ne aur baki sabhi students ne kiya hai.
***
Arjun ka pura group lunch break par ek sath baitha hua tha, sabhi ek dusre ko congratulate kar rahe the jab Arjun ka phone vibrate hua.
Arjun: Pardon me guys, main Ramya mam se mil kar aata hoon tab tak aap sab baat kijiye.
Krithi: Okay! Par jaldi aane ki koshish karna mujhe jaldi room jana hai.
Arjun: Okay.
[[Ramya Mam Cabin]]
“Kya baat hai mam, aapne mujhe bulaya koi baat hai kya???”
Ramya: Pahle chair par baith jao phir baat karte hain.
“Okay! Boliye, Arjun ne chair par baithte huye kaha.”
Ramya: Sabse pahle college mein sabse jyada marks prapt karne ke liye badhai.
Arjun: Aise sukha sukha badhai???
Ramya: Phir bolo tumhe kaise geela wala badhai chahiye, upar wala ya niche wala chahiye????
Arjun: Niche wala ke liye abhi time nahi hai isliye upar wala se kaam chal jayega.
Ramya: Okay, phir le lo apna rewards.
Ramya mam ki sahmati milte hi Arjun ne Ramya mam ke chair ke paas jakar usko chair se utha kar deewar ke sahare tika diya aur apne lips ko Ramya mam ke lips se jod diya.
Arjun apne Ramya mam ki honth par lage lipstick ko chusne laga jisme Ramya bhi Arjun ke response ko support karne lagi aur Arjun ke lips ko halke halke chusne lagi.
Arjun aur Ramya dono ki kiss har badhte samay ke sath passionate aur wild hone lagi, Arjun lower lips ko kiss karne laga jabki Ramya upper lips ko kiss karne lagi.
Dono ek dusre ke lips ko aise chusne lage jaise ye kitne janmo ke baad ek dusre se mile ho.
Ramya ki boobs Arjun ke chest se press ho raha tha jisse Ramya ko dard hone laga aur usne excitement aur pain ke karan Arjun ke lips ko kaat liya jisse Arjun ne Ramya mam ko khud se dur kar diya.
Arjun: Ahhh! Ye aapne kya kar diya mam, main ab sabke paas kaise jaunga???
Ramya: Sabse bol dena Ramya mam ne apne dant se kaat liya tumhe.
Arjun: Lagta hai aapme badi himmat aa gayi hai jo apne izzat ki paravah tak nahi hai aapko???
Ramya: Maine apni izzat tumhe de diya, ab meri izzat ki raksha karna tumhara kaam hai damad ji, tum kya karoge ye tumhe sochna hai.
Arjun: Aap toh bilkul kisi girlfriend ki tarah baat kar rahi ho.
Ramya: Waisa hi kuchh samajh lo, tumne apne pyar se mere tan aur mann dono ko jeet liya hai. Mujhe tumne wo sukh diya hai jo mujhe tumhare sasur ji nahi de sake.
Arjun: Aur jaldi hi aapki bahu ko bhi wo sukh milne wala hai mujhse.
Ramya: Uski taraf dekhna bhi mat.
Arjun: Jaisa aap kaho, yadi mujhe Samantha bhabhi ne kuchh bhi kaha main direct bol dunga aapne mujhe mana kar rakha hai.
Ramya: Uski koi jarurat nahi hai mujhe pata hai wo tumhe like karti hai, usne sirf mere liye tumhara lund apne hath mein nahi liya hoga.
Arjun: Exactly! Maine bhi kuchh din pahle aapse yahi kaha tha.
Ramya: Okay! Maine tumhe yahan isliye bulaya tha ki mujhe darr tha ki mere karan tumhara 3.5 hours waste hua tha jiske karan exam mein tumhe kam marks mil sakte the lekin tumne exam mein better score kar mujhe guilt feel karne se bacha liya.
Arjun: It's okay, everything is fine.
Ramya: Then you may leave.
Arjun: Okay.
[[Back To The Canteen]]
Krithi: Bhai kya kaam tha Ramya mam ko tumse???
Arjun: Wo mujhe congratulations dene ke liye bulayi thi, mere liye sweets layi thi ghar se.
Krithi: Ye Ramya mam toh badi matlabi hai, hum sabne bhi exam mein top kiya hai hum sabko nahi bulaya sweets dene ke liye.
Nivetha: Tumne bilkul sahi kaha Krithi, waise Arjun lagta hai sweets khane mein tumhe hosh hi nahi raha aur tumne khud apne honth kaat liye.
Arjun: Ha wo aap sabke paas jaldi jaldi aana tha isliye jaldi jaldi khane ke chakkar mein maine apna honth kaat liya.
Rashi:![]()
![]()
![]()
.
Krithi: Bhai achhe se sweets khaya karo.
Arjun: Okay! Next time se dhyan rakhunga.
Krithi: Okay aap sab baat kijiye main apne room ja rahi hoon, meri tabiyat thodi kharab hai, aaj evening ko main nahi aaungi.
Arjun: Kya hua hai aapko, aap theek ho???
Krithi: Don't worry Anupama didi hai mere sath.
Arjun: Okay.
Amit: Sorry guys mujhe Sriya didi ne bulaya hai toh main bhi ja raha hoon.
Rohan: Sorry guys mujhe bhi ghar jana hai, mujhe ghar par thoda sa kaam hai, Keerthi bhabhi ne mujhe message kiya tha.
Rashi: Okay.
Arjun: Bhabhi ab hum sirf teen hain kya karna hai boliye, aapko bhi hostel jana hai ya phir baat karni hai????
Nivetha: Waise aaj class nahi hone wali hai toh hum sab yahin baith kar baat kar sakte hain.
Arjun: Bhabhi jaldi hi aapke chehre ki chamak double ho jayegi.
Nivetha: Ye tabhi possible hai jab mujhe ye pata chal jayega ki kisne meri family ko mara hai aur kyun???
Rashi: Phir samajh lijiye aapko jaldi hi iska jawab milne wala hai kyunki Ranjith bhaiya aapke gaon gaye hain ye baat pata karne ke liye, unko gaye huye aaj 13 din ho gaya hai.
Nivetha: Sorry Rashi mujhe bahut dukh ke sath bolna pad raha hai ki ye possible nahi hai, kyunki kisi ko bhi iski koi jankari nahi hai.
Rashi: Kya pata iski jankari ho lekin aapko isliye na bataya gaya ho ki aapko aur bhi peeda na* mile.
Arjun: Nivetha bhabhi mera dil bol raha hai aapko jaldi hi aapke sawal ka jawab milne wala hai.
Nivetha: Yadi aisa hua toh main phir se tumhe wahi gift dunga jo apne birthday ke din diya tha, isse bada tohfa mere paas nahi ho sakta hai tumhe dene ke liye.
Arjun: Sorry! Ab main aapse wo gift nahi le sakta hoon Amit bhaiya ko bura lag sakta hai aur hamari dosti kharab ho sakti hai.
Nivetha: Phir yaad karo tumne Amit aur mujhse kya kaha tha.
Arjun: Kya kaha tha mujhe yaad nahi hai???
Nivetha: Yahi ki ek baar hone ke baad main tumhari aur ya tum meri aur attract ho sakte ho aur tumhe bhala yaad kyun rahega tumhare paas bahut sare options jo hain???
Arjun: Sorry mera irada aapko hurt nahi karna tha. Phir bhi kya ye Amit bhaiya ke sath injustice nahi hoga kyunki aapki fantasy puri ho chuki hai???
Nivetha: Maine jab pahli baar tumhare sath kiya tha wo bhi Amit ke sath injustice hi tha, ek murder karo ya phir 100 sabhi ki ek hi saza hoti hai, maine uske baad hi Amit se bol diya tha main shadi se pahle tak uske sath loyal nahi rah paungi, kyunki bhale hi tum mere boyfriend ya husband nahi ho lekin tum mere first partner ho, ye baat tumne mujhe birthday ke din bhi bola tha wo sab karne se pahle.
*Beep*
“Arjun ke paas ek message aaya jo Rashi ka tha, ye tumhari destiny hai tum isse bach nahi sakte ho.”
Arjun: Okay! I am ready yadi aapko achha lagta hai toh.
Rashi: Nivetha bhabhi ko bhala kya problem ho sakti hai, koi bhi ladki apne first partner ko nahi bhul sakti hai???
Nivetha: Waise tum aaj kal Arjun ke sath bahut baar akeli hoti ho, mujhe toh tum par doubt hota hai ki tumne Arjun ke sath ek baar se jyada baar kiya hai.
Rashi: Ab aapse kya chhupana, hum dono ne ek baar plan banaya tha jab hum Anushka bhabhi ke sath gaye the magar hum dono ko rukna pada, kyunki Anushka aur Keerthi bhabhi dono ki izzat khatre mein aa gayi thi.
Nivetha: Matlab hum dono ka score equal hai.
Rashi: Yup! Waise aapne Amit bhaiya ko ab tak kitna baar chance diya hai???
Nivetha: Ek baar bhi nahi, jab hum dono ki shadi ho jayegi tabhi pahli baar hoga aur uske baad main hamesha uske sath loyal rahungi, phir Arjun ke sath kabhi nahi karungi chahe jo bhi situation aa jaye.
Rashi: Achhi baat hai.
Arjun: Matlab shadi se pahle aap par sirf mera hak hai.
Nivetha: Yeah! You are alone who saw me without clothes.
Arjun: Thanks for giving me that chance.
Nivetha: Tumhe ek aur baat ke liye mera shukriya ada karna chahiye.
Arjun: Kis baat ke liye???
Nivetha: College ki sabse beautiful ladki Rashi tumhe meri wajah se mili hai.
Arjun: Uske liye bhi dhanyawad.
Rashi: Dhanyawad bhabhi, Arjun ke sath karne ke baad mujhe hamesha aisa feel hota hai jaise meri soul Arjun ko bahut pahle se janti hai. Mujhe pata chala ki main jitna Rohan se pyar karti hoon utna hi Arjun se karti hoon.
Arjun: Main bhi kuchh aisa hi feel karta hoon.
Nivetha: Okay! Ab aaj ka discussion samapt karte hain phir kabhi aage ke liye bacha kar rakhte hain.
“Jaisi hamari bhabhi ki wish!”
(Arjun aur Rashi dono ne ek sath kaha jisse Nivetha ke face par smile aa gayi.)
Nivetha: Okay! Bye main bhi hostel ja rahi hoon.
((Nivetha hostel chali gayi ab canteen par sirf Arjun aur Rashi bach gaye.))
Rashi: Ab sach batao ye honth ka kya chakkar hai???
Arjun: Ramya mam ne honth par kaat liya tha.
Rashi: Moti ko shram waram nahi hai lagta hai jo 50 ke age mein bhi 18 saal ke ladki jaisa behave kar rahi hai.
Arjun(Chuckles): Uska kaam bhi nipat gaya hai.
Rashi: Ye kab hua???
Arjun: First exam see 1 din pahle.
Rashi: Moti ki halat kharab kar di hogi tumne???
Arjun: Ha* lekin Ramya mam ka weight tumse 4 kg kam hai, uski height tumse kam hai isliye lagta hai uska weight tumse jyada hoga.
Rashi: Matlab tumne weight bhi pata kar liya, kya baat hai my hot boyfriend.
Arjun: Usne khud bataya uska weight 58 kg hai.
Rashi: Congratulations! Tumhari 3 saas hai jisme 2 tumhare niche aa chuki hai, *smiles*.
Arjun: Smiles,![]()
![]()
.
Rashi: Kya teesri ka bhi koi chance hai kya???
Arjun: Ye mujhe kaise pata ho sakta hai.
Rashi: Okay! Chalo ab main bhi chalti hoon, bye my hot boyfriend.
Arjun: Bye my hottie girlfriend.
_______
[[Rohan Home]]
Rohan college se ghar pahucha, wo jaldi isliye chala gaya tha kyunki Keerthi bhabhi ne usko whatsapp message kar thoda jaldi ghar aane ke liye kaha tha.
Keerthi apne kamre mein akele thi jab Rohan uske kamre mein enter hua.
Rohan: Kya baat hai bhabhi aapne mujhe itni jaldi kyun bulaya???
Keerthi: Main mom ke bare mein tumse kuchh baat karna chahti hoon.
Rohan: Ha* boliye kya baat hai???
Keerthi: Mujhe lagta hai mom ko koi problem hai jo wo hum sabse chhupa rahi hai.
Rohan: Kya bakwas kar rahi hain aap???? Mujhe kabhi aisa feel kyun nahi hua????
Keerthi: Main sach bol rahi hoon, mujhe jhuth bol kar kya milega???
Rohan: Aapke aisa bolne ka koi karan hai????
Keerthi: Ha*, Mom aur dad previous 8 days se daily car se kahin jate hain.
Rohan: Iss baat se ye prove nahi hota hai ki unko koi problem hai.
Keerthi: Aaj se 10 Days pahle mom chakkar kha kar gir padi thi jab tum college gaye the, mom ne kaha tha ki main tumhe aur Suresh se ye baat nahi kahun, maine mom se puchha tha toh usne mujhse kaha ki usko weakness ki wajah se chakkar aa gaya tha. Uske baad se hi mom aur dad dono daily tumhare aur Suresh ke jane ke baad ghar se nikal jate hain. Ek din maine mom aur dad dono se puchha tha toh unhone bola ki mom ko ghar par achha nahi lagta hai isliye dono ghumne jate hain.
Rohan: Okay! Main pata karta hoon kya baat hai. Aapne ye baat mujhe pahle kyun nahi bataya???
Keerthi: Sorry! Tumhara exam chal raha tha isliye nahi bata payi.
Rohan: Bhabhi ek baat hamesha yaad rakhna mere liye sabse pahla priority mera pariwar hai aur kuchh nahi.
Keerthi: I am sorry.
Rohan: It's okay! Abhi pata kar lete hain mom aur dad kahan hain????
Rohan ne apna phone nikal kar apne mom aur dad ka location dekha jisse uske face par gahri chinta ki lakir aa gayi.
Keerthi: Kya hua tum itna pareshan kyun ho????
Rohan: Mom aur dad iss samay xxxxx hospital mein hain jo city se bahar hai.
Keerthi: Mom ko aisi kya problem hai jo wo hume nahi bata rahi hain??? Mujhe bahut darr* lag raha hai Rohan, kahin mom ko koi jaanleva bimari toh nahi hai.
Rohan: Okay! Aap shant rahiye main pata karta hoon mom ko kya problem hai??? Yadi mom mujhe nahi batana chahti hai toh dhyan rahe mom ko iss baat ki bhanak nahi lagni chahiye ki mujhe mom par doubts hai, trust me main mom ko kuchh nahi hone dunga.
Keerthi: Okay! Hum kaise pata lagayenge ki unhe kya problem hai jo wo city se bahar dusri hospital chali gayi hain????
Rohan: Main aapko thodi der mein batata hoon.
Keerthi: Okay.
Rohan: Aap Rashi ke ghar chali jaiye main ghar par kuchh der ke liye akela rahna chahta hoon.
Keerthi: Okay.
***
Keerthi ke bahar jate hi Rohan ke yaad karte hi Srinidhi uske samne aa gayi.
Srinidhi: Bolo bhai kaise ho???
Rohan: Kya aapko iss baat ka gyan nahi hai ki main aapse kya janna chahta hoon????
Srinidhi: Mujhe pata hai lekin meri limitations hai, main ye baat tumhe nahi bata sakti hoon aur isme tum bhi kuchh bhi nahi kar paoge isliye better hoga ki tum Arjun se help lo.
Rohan: Okay jaisa aap kaho.
Srinidhi: Phir mujhe jane ki permission do, tum Arjun ko xxxxxx hospital jakar xxxxx doctor se milne ke liye bolo halanki wahan par Arjun ko kuchh nahi pata chalega lekin Arjun ko pata chal jayega ki usko aage kya karna hai.
Rohan: Okay!
Srinidhi: Aur koi uljhan.
Rohan: Abhi ke liye nahi.
((Srinidhi, Rohan ke sar ko pyar se chum kar chali gayi.))
“Aisi kya baat hai jo didi mujhe batana nahi chahti hai aur isme Arjun kaise meri help kar sakta hai” Kya ye bhi Arjun ke **destiny** ka part hai jo Arjun mom ke case mein involve ho raha hai, isliye didi ne mujhe iss bare mein nahi bataya???
Khair Rohan ne jyada kuchh nahi socha aur Arjun ko message kar diya jo iss samay apni queen Kajal ke sath ghar ja raha tha.
[[Text Messages]]
“Bhai mom ko koi problem hai, xxxxxx hospital jakar xxxxxx doctor se mom ke bare mein pata kar lo, yadi mom ko koi issue hai toh main chahta hoon wo problem tum solve karo.”
“Kya aunty theek hai, udhar se Arjun ka instant reply aa gaya???”
“Pata nahi isliye tumhe bol raha hoon, kyunki hospital tumhare ghar ke taraf se najdik padta hai.”
“Okay! I am going.”
“Ek baat ka dhyan rahe tumhe ye bhi dhyan rakhna hai ki mom aur dad ko ye nahi pata chalna chahiye ki maine tumhe wahan bheja hai.”
“Okay! Problem pata karke tumhe inform karta hoon, lekin mom aur dad ko pata chalna hi hai baad mein.”
“Okay! Bye.”
_____
[[Inside The Car]]
Arjun: My queen! Car ko xxxxxxx hospital ki aur le chalo.
Kajal: Ye hospital city se bahar hai thoda time lagega.
Arjun: I know.
Kajal: Ghar par ek message kar do Rashmika ko.
Arjun: Done.
Kajal: Waise hum wahan kyun ja rahe hain???
Arjun: Rohan ko doubt hai ki Madhubala aunty ko kuchh problem hai jo usne mujhe pata karne ke liye kaha hai.
Kajal: Okay.
[[[2 Hours Later]]]
Arjun aur Kajal dono xxxxxxx hospital mein the, xxxxxxx doctor ka pata laga kar unke paas unke chamber mein baithe huye the.
Doctor: Boliye kya problem hai, kya aap dono husband and wife hain???
Kajal: Nahi main iski wife nahi hoon.
Doctor: Oh* samajh gaya phir pakka ye handsome ladka aapka boyfriend hoga, waise aap dono ki jodi ek number ha, aapne apne husband ko cheat karke mast boyfriend banaya hai.
Kajal: Nahi mam aap galat samajh rahi hain mam iski chachi hoon, main ek college teacher hoon aur ye ek college student hai.
Doctor: Matlab aap dono ne apne parivarik rishte mein sexual relationship bana liya hai, it's so disgusting???
Kajal: Nahi mam aap ab bhi galat samajh rahi hain, darasal hum dono aapse kuchh pata karne ke liye aaye hain kisi ke bare mein.
Doctor: Okay bataiye main aap dono ki kis prakar se help kar sakti hoon????
Arjun: Yahi sawal aapko pahle puchhna chahiye tha, aap hum par iljaam par iljaam lagaye ja rahi thi.
Doctor: Uske liye sorry! Sabse pahle aap dono apna detail de dijiye.
Arjun: Okay!
Arjun aur Kajal dono ne apne apne id card doctor madam ke samne rakh diya.
Doctor: Ye Mahendra aur Akhil, lagta hai main dono ko janti hoon ye naam suna suna sa lagta hai.
Kajal: Ho sakta hai kyunki mere husband Akhil ek IPS officer the aur inke pita iss state ke CM hain.
Doctor: Oh! Maaf karna mujhe aap dono ke bare mein koi jankari nahi thi. Waise aapke husband IPS officer the isse kya matlab hai, kya ab unhe job se nikal diya gaya hai ya phir usne resign kar diya hai???
Kajal: Aap mere husband ke bare mein baat karna chhodiye, yahan hum apni status batane ke liye nahi aaye hain balki hume aapse ek help chahiye.
Doctor: Okay bataiye kya help chahiye aap dono ko mujhse????
“Ye Madhubala aunty hai inhe kya problem hai wo bata dijiye, Arjun ne apne phone se Rohan ke mom ki photo dikhate huye puchha???”
Doctor: Lekin aapko inke bare mein kyun janna hai aap toh inki family nahi hain???? Mujhe dono ne apne family ki photo dijhayi hai.
Arjun: Dekhiye doctor madam Madhubala aunty meri mom jaisi hai, yadi unhe koi problem hai toh kya mujhe janne ka hak nahi hai???
Doctor: Jo bhi hai mister Arjun, ye mere patient ke privacy ki baat hai main tumhe nahi bata sakti hoon iske bawajood ki tum CM sir ke bete ho.
Arjun: Madam main Madhubala aunty ki help karna chahta hoon.
Doctor: Sorry mister Arjun lekin tum mere patient ki koi help nahi kar sakte ho, mere patient ka help karne ke liye tum abhi eligible nahi ho, now you may leave the cabin.
Kajal: It's okay madam, aapse mil kar achha laga.
***
[[Outside The Hospital]]
Arjun: Chachi ab main Rohan ko kya jawab dunga????
Kajal: Don't worry jaldi hi hamare paas Madhubala ji ki puri janam kundali hogi.
Arjun: Kaise???
Kajal: Just trust me, maine Rashmika ko Rohan ke mom ki call ko intercept karne ke liye bol diya hai, mujhe pakka yakeen hai ye Rohan ke mom ko ye baat batayegi tab hume jarur kuchh na kuchh pata chal jayega.
Arjun: Okay! Waise doctor ke dwara kaha gaya har baat sahi tha. Hum dono husband-wife aur girlfriend-boyfiend dono hain sath hi sath hum dono ka parivarik rishte mein physical relationship bhi hai.
Kajal: Isliye mujhe doctor par gussa nahi aa raha tha balki andar hi andar hasi* aa rahi thi.
Arjun: Mujhe bhi.
Kajal: Doctor ne sirf ek baat galat kaha tha ki maine apne husband ko cheat kiya hai.
Arjun: Lagta hai usko bak bak karne ki kuchh jyada hi aadat hai.
Kajal: Mujhe bhi aisa hi lagta hai, uski sirf ek baat mujhe kharab lagi ki usne tumse ye kaha ki tum Madhubala ji ki help karne ke liye eligible nahi ho.
Arjun: It's okay! Wo doctor ka isme koi kasoor nahi hai usko jo samajh aaya usne wahi kaha.
Kajal: Isliye tum sabhi ke dil par raaz karte ho, aise hi nahi sab tumhe itna pasand karte hain, tumne kitna easily doctor ko maaf kar diya.
______
[2 Hours Later, Kajal Home]
Arjun, Shruti, Rashmika aur Kajal teeno Arjun ke room mein baithi huyi thi jabki kitchen mein Shreya, Madhuri aur Nadhiya raat ke dinner ki taiyari kar rahe the.
Kajal: Rashmika kuchh pata chala Madhubala ji ke bare mein, kya doctor aur Rohan ke mom ki aapas mein koi baat huyi hai???
Rashmika: Yes* aapke anticipation ke according maine Rohan ke mom aur dad dono ke call par lagatar nazar rakha tha par doctor aur Rohan ke mom ya dad kisi ki aapas mein koi bhi baat nahi huyi hai.
Arjun: Ab kaise pata chalega my queen Rohan ke mom ke bare mein????
Shruti: Main kuchh help kar sakti hoon aap sabki.
Kajal: Yeah! Tum hi Arjun ki help kar sakti ho.
Shruti: Okay! Listen to me carefully. Aap sab jis doctor ki baat kar rahi hain, main uss doctor ko bahut achhi tarike se janti hoon. Hum dono same college mein the* aur hamara subject bhi same tha, bas uski ek aadat kharab hai wo bahut bak bak karti hai. Aap dono ki doctor se jo bhi baat hua hai mujhe bata sakti hain.
Kajal ne Shruti ko unn sabhi baaton se avgat karaya jo wahan par hua tha.
Shruti: Sabse pahle aap dono ko pata hona chahiye ki wo ek gynecologist hai.
Arjun: Ha hume ye pata chal gaya hai
Shruti: Okay! Pahli baat main ya toh directly uss doctor se puchh sakti hoon ya phir hum khud hi kisi assumption method ke dwara sach tak pahuchne ki koshish karte hain.
Kajal: Mujhe dusra option sahi lag raha hai, kyunki tumhe doctor ko emotionally blackmail nahi karna chahiye isse ek fayda ye bhi hoga ki Rohan ki mom ko ye surety hoga ki uska sach koi nahi janta hai.
Shruti: Phir iske liye hume jitna possible ho utna information collect karna hoga, sabse pahle Rohan se ye pata karo ki usko ye doubt kaise hua ki uske mom ko koi problem hai, waise mujhe bahut had* tak believe ho gaya hai ki kya problem hai jiski wajah se Rohan khud na jakar usne Arjun ko bheja.
Arjun: Usne mujhse kaha tha ki hospital hamare ghar se samne padega.
Shruti: Tum pahle Rohan se baat toh karo.
Arjun: Okay, main Rohan se baat karke aata hoon.
[[Some Moments Later]]
Arjun ka Rohan se jo baat hua usne sabke samne rakh diya.
Shruti: Ab meri kuchh points ko carefully suno.
1)) Pahli baat Rohan ke mom aur dad city se dur ek gynecologist ke paas jate hain, jabki iss city mein Rohan ke ghar se 10 minutes ke distance par mera hospital hai. Wo mere paas nahi aayi iska sidha ek hi matlab banta hai usko koi aisi disease hai jiske bare mein wo kisi ko bata nahi sakti hai isliye usne apni bahu Keerthi ko bhi nahi bayaya.
2) Dusri baat Rohan ke mom ko 10 days pahle chakkar aaya tha jiske baad se wo lagatar 8 days se hospital ja rahi hai.
3) Teesri baat Rohan ko apne mom ke problem ka bahut had* tak gyan ho chuka hai kisi tarah se, isliye wo khud nahi gaya aur usne tumhe bhej diya.
4) Doctor ka tumse ye bolna ki tum Rohan ke mom ki help nahi kar sakte ho.
5) Last point yadi mere sabhi assumptions correct hain toh Rohan ke mom ko yyyyyyyy name ki ek **rare disease** hai jo karodo mahila mein se kisi ek ko hoti hai.
Rashmika: Ye yyyyyyyy *rare disease* kya hai jiske bare mein hum sabko koi jankari nahi hai.
Shruti: Yyyyyyyy **rare disease** ek aisi disease hai jisme mahila ko uska husband physical satisfaction nahi de pata hai, tab usko weaknesses aane lagti hai yadi samay par isko cure nahi kiya gaya toh patient ki jaan bhi ja sakti hai. Isme patient ko lagatar 10 days tak injection lena padta hai, iski ek injection ki cost 1 lakh rupees ki hoti hai, ye injection sirf patient ko jeevit rakh sakti hai baki patient ko hamesha anxiety aur weakness feel hota rahega, uska mind theek se kaam nahi karta hai aur sabhi par baat baat par gussa karti hai.
Rashmika: Kya iss **rare disease ** ka koi permanent solution nahi hai???
Shruti: Iska sirf ek hi solution hai jo Rohan ne Arjun se kaha hai.
Arjun: Usne mujhse aisa kya bol diya jo mujhe hi nahi pata hai???
Shruti: Iska sirf ek hi solution hai, patient ko physical satisfaction dena padega tabhi uski problem solve ho sakti hai.
Arjun: Par iska kya proof hai ki aap jo bol rahi hain wo sab sach hai???
Shruti: Iska proof tumhe 2 days baad khud mil jayega bas tumhe thodi si koshish karni hai.
Rashmika: Wo kaise????
Shruti: Kyunki isme patient ko lagatar 10 days tak injection lagaya jata hai, uske baad Rohan ke mom ke behaviour ko carefully watch karna hoga aur iske liye tum Keerthi ka sahara le sakte ho, kyunki Rohan ko tumse iss bare mein directly baat karna achha nahi lagega, Rohan ne indirectly tumhe iski permission de diya hai, kya tum samajh rahe ho tumhe kya karna hai????
Arjun: Yup!
((Abhi inn sabke bich koi aur baat hoti usse pahle Dhruv sabhi ko bhojan ke liye bulane ke liye aa gaya.))
______
[CSMIA, Mumbai]
Finally wo samay aa gaya jab Mumbai ke Chhatrapati Shivaji Maharaj international airport par John ki flight land huyi.
[[Some Hours Ago]]
John: Maine tumhe kya kaha hai yaad rakha, yadi mujhe kuchh ho gaya aur main wapas nahi aaya toh tum mere bestfriend se shadi kar lena.
“Okay!”
John ne India aane se pahle ek baar apni girlfriend ko kiss kiya aur airport ke liye nikal gaya.
***
John ne sabse pahle uss vyakti ko contact kiya jisse usko apne bhai ke katil ka pata chal sake.
Raat ka 10 baj raha tha The Ghost ke teen sathi David, Smith aur Mike ek club mein wine enjoy kar rahe the jab David ka phone ring hua.
David ne apni jeb se mobile nikal kar dekha jisme koi unknown call show ho raha tha.
Mike: Kaun hai???
David: Pata nahi koi unknown call hai.
Smith: Pick up the call.
David: Okay.
[[Phone conversation]]
David: Hello, who is there on the other side???
John: I am John here, the brother of Williams, mere bhai ne aapka contact number diya tha, unhone mujhse kaha tha ki yadi mere bhai ko kuchh ho jaye toh aap mujhe pura information denge.
David: Okay batao kiya help chahiye tumhe mujhse???
John: Mujhe mere bhai ke katil ka pata chahiye.
David: Kya karoge pata jaan kar???
John: I want revenge, I want to kill that fucking basturd who killed my brother, mujhe mere bhai ke katil ka pata chahiye sath hi sath mujhe wo dono drugs “double dose” ka chahiye jo aapne bhai ko diya tha.
David: “Double dose” ke liye amount “4 times” pay karna padega.
John: I will give you 10 times the actual amount, mujhe bas mere bhai ke killer ka name ke sath sath wo dono drugs chahiye.
David: Where are you???
John: I am in Mumbai right now.
David: Okay main tumhe thodi der mein call back karta hoon.
John: Okay, I'll be waiting.
[Call Disconnected]
***
_______________________________________________________________________________________
That's all for this episode, the update comprises 5.0k words. Aasha karta hoon ki aap sabko achha lagega, keep connected and keep enjoying.
Dhanyawad!!!!!!!Nice update.....
Shukriya!!!!!Shaandar Jabardast mast Update![]()
Ab kya kar sakte hain yadi uska marna likha hai toh.Ab ye william ka
bhai apni amma bhen karne itni dur agaya