- 17,601
- 113,104
- 259
Last edited:
Perplexity ne kaise help kar diya?Mujhe bhi itna sab yaad Todhi na hai ,
AI perpexilty pro ne mera kaam easy kiya .
Puri details Toh usne nahi provide kiya lekin reference se update no se mere liye easy hogaya confirm karna
Thanks a lot! I appreciate it! Yes, jis cheez ka aapko knowledge na ho uske liye research karne me definitely samay lagta hi hai! Trisa nazar aati rahegi abhi, at least iss post disembowler arc me active rahegi woh.Update 202 Review.
As always a fantastic and well written update Werewolf ,you never disappoint with the updates.
The way you wrote the slaughterhouse scene,I can only imagine ki kitni cheeze khojni padi hongi use likhne ke liye,kyuki obviously vaha pe kabhi gaye toh honge nahi,isliye appreciation toh banta hai
I am really liking what you are doing with Trisha's character.She is very dedicated to her work and I do like this trait of her,hope she will continuosly make appeareances in later updates which I am sure she will kyoki ab toh veer par uska Shaq aur bhi badh gaya hoga.
Aur, kisne? Samar_Singh ne hi poochha thaAnd then comes the twist!,The twist about which probably no one expected,Dhananjay kabhi tha hi nahi ye toh Bihar ke kisi gang ka leader Ranjeet tha,makes sense ki voh kaise bhojpuri mai bol raha tha,mujhe yaad hai jab starting mai ye character aaya tha tab kisi ne pucha tha ki ye dhananjay bhojpuri kaise bol raha hai,tab toh ju ne smartly ye bol diya tha ki voh vaha kaam karta hai isliye aisi boli hai uski,but who knew you were cooking this!
Yahi reason hai ki Trisha ke haath se goli chal gayi. Ranjeet ka bhayanak appearance jo hook par latka hua, ekdum bloody, andhere me se jab baahar nikal kar achanak se baahar aaya toh Trisha itna ghabra gayi ki use ek threat ke roop me lete hue usne firing kar di. Aur, bas- Ranjeet was dead then and there.Police ke aane ke baare mai ranjeet aur uske aadmiyo ne expect nahi kiya hoga .Ranjeet ki maut bhi kitne brutal tarike se hui ,maar maar kar bharta bana diya veer ne,is update mai jo scenes ju ne likhe hai voh bhayankar the,Hook se latka hua Ranjeet ka adhmara sharir,aur Trisha ka us par goli chalana,jab Trisha ne uski halat dekhi hogi toh voh khud ghabra gayi hogi.
Lekin Trisha Veer ko directly confront nahi kar sakti bhai!. Yahi par veer ne bhi apni intelligence ko show Kiya ,Trisha ke goli chalate hi usne photo le li Trisha ki ,as a proof ki Ranjeet ko maarne vali Trisha hi thi,ab dekhna hoga aage kya hota hai,Trisha ko veer ke baare mai kya kya pata chalega,ek baat toh keh sakta hu ki ab Trisha veer ke baare mai Jan ke hi rahegi.
Inn saare sawaalo ke jawaab agle bhaag me bhai.Agar ye ranjeet tha toh asli dhananjay ka kya hua update se toh pata chal raha hai ki probably mar gaya par exactly kya hua?ye jaane ke liye mai behad utsuk hu.Yahi par Vandna ka character bhi dekhne ko mila,maine socha tha ki vandna ka koi role hoga nahi par ab lag raha hai ki vandna hame aage bhi zarur dikhegi,Aur uski favourability veer ke liye 50?aisa kyu ,uski nazro ke saamne uske pati aur sasur ko jisne maar diya uske liye utni high favourability ye baat kuch hazam nahi hui.ab veer vandna ko lekar parijaat Ghar aa gaya hai toh iska jawab probably agle update mai mil jaayega.
Dekhenge hum next update me. Kabhi na kabhi toh laut ke aana hi tha Raman ko...Aur phir aate hai Bihar ke scene par Ranjeet ke guru,Raman.iski vaapis entry hogi yeh toh pata tha par is maamle se isko link karoge ye bilkul nahi socha tha.Ab veer aur Raman toh na kabhi mile hai na unme koi dushmani toh ranjeet veer ke piche kyu pada tha?Dekhna hoga ye Raman ka kya role rehta hai aane wale updates mai.
Yeah! Upar se wo time consuming bhi hoti hai. Thanks a lot btw for this review and keep supporting as usual mate.Vaise toh ju ne ai images ke baare mai decide kar liya hai phir bhi bol deta hu,real life images are better kyuki ai kabhi kabhi images de dega accurate par voh phir bhi thodi off hi lagengi toh ju ne decision liya hai voh sahi hi hai mere hisaab se toh.
Perplexity pro airtel ka subscription hain mere pass.Perplexity ne kaise help kar diya?![]()
Saala idhar jio ka sim hai nahi toh le leta mein bhi free mePerplexity pro airtel ka subscription hain mere pass.
Meine bas perplexity se pucha ki Profit path ka mention badshah tale of debachury mein Mention kab thaa bas woh jiss page se reference leta hai waha se mein confirm kiya .
Kyuki pro subscription se deep research aasani hai
Lekin iss AI ki smartness kam hai exact information nahi batata kabhi kabhi reader ke review se bhi information utha leta hai issilye uske exact answer nahi bataye meine
Quest hunt ka bhi usne 200 point bataya thaa but jaha se usne reference liye wahi page meine visit kiya Tabhi pata chala ki answer 500 point thaa .
Jio par hi stick raho chance haiSaala idhar jio ka sim hai nahi toh le leta mein bhi free me![]()