Click anywhere to continue browsing...
Mast update hai bhai86 part 3Update
Suman ab apne room mein chali jaati hai aur sana aryan aur aditi ko hi dekh rahi thi aur ab woh suman ke jaate hi aryan ki godh mein jaakar baith jaati hai
Sana-apne khana shuru bhi nhi kiya abhi tak kab tak apni behan ke sath baith kar baatien karte rahoge dekho na ji maine kitne pyar se apke liye curry bnayi hai
Aditi sana ki baat sunkar thoda gussa ho jaati hai
Aditi- dekhiye sana ji mein koi aryan ki behan nhi hun
Aryan ko achhe se pta tha ki woh dono ke bich bura fas gya hai aur ab woh sana ki taraf dekh raha hai jo bilkul chill nazar aa rahi hai
Aryan man mein - yaar yeh sana kya kar rahi hai kitna embarassing hai yeh sab aur upar se kya bole jaa rahi ho
Sana ab aditi ki taraf dekh kar smile karti hai
Sana- nhi ji actually mujhe chorrkar sab ladkiya inki behane hi hain kyun hai na ji mein ne kuch galat kaha kya ji
Aryan- han mera matlab..nhi suno sana aditi meri bachpan ki dost hai aur tum bhi yeh janti ho ki mein usko pasand karta tha toh mein usko ab apni behan kaise manu
Sana- achha thik hai koi baat nhi aap khana Khao hum iske baare mein baad mein baat karenge
Sana man mein - yeh admi kabhi meri han mein han nhi mila sakta kya hai yaar
Aryan ab khana khane lagta hai aur aditi sana ko ignore kar rahi thi kyunki woh nhi chahti thi ki aryan aur sana ke bich koi jhagda ho
Sana- kaisa laga khana apko
Aryan- bahut achha bana hai sach mein tum bhi khao na
Aryan ab sana ko apne hath se khana khilane lagta hai aur sana bhi isse khush ho jaati hai aur phir usko rok deti hai par tabhi aditi apni chupi tod deti hai
Aditi- sana ji sach mein aap bahut achha khana bnati hain
(Sana ab aditi ki taraf dekhti)
Sana- thanks tarif ke liye agar aur kuch chaiye hoga toh bina kisi jhijak se mujhse puch lena
Aditi- ji
( aryan ab sana ko apni sath wali chair par bitha deta hai aur sana aryan ki taraf ab gusse se dekhti hai aur isharo mein puchti hai ki kya problem hai )
Aryan- kaam par jaana hai jaldi agar aise hi tum meri godh mein baithi rahi toh mujhse control nhi hoga samjhi ( aryan sana ke kaam par yeh baat bolta hai )
Aditi- waise ek baat kahu sana ji
Sana- han bolo
Aditi- woh mujhe maaf kar dijiyega maine apko jaan bhujkar aunty bola tha woh isliye kyunki apne mujhe block kar diya tha aryan ke phone se jo mujhe pasand nhi aaya par sach kahu toh aap bahut Sundar ho
Sana ab soch rahi thi ki achanak isko kya ho gya pehle toh bahut ban rahi thi kya woh aisa bolkar aryan ko impress toh nhi karna chahti thi
Aryan- hey koi baat nhi aditi tum kyon maafi mang rahi ho it's ok meri biwi itni si baat ka koi gussa nhi karne wali
Sana- han koi baat nhi khair chorro mein Zara upar jaa rahi hun thode kapde sukhane ke liye rakhe the terrace par woh lene Jaa rahi hun aur aap mr zara khana kha kar upar aa jayiyega aap se koi baat karni hai
Aryan- ok
Sana aisa bolkar upar chali jaati hai tabhi aryan bhi thodi der baad apns kha kar upar jaane lagta hai par tabhi aditi bhi uske sath aane ko kehti ho aur aryan bhi usko sath upar apne room mein le aata hai
Aditi- wow yaar room toh bahut achha hai tera
Aryan- yeh sab sana ne decorate kiya usko bahut pasand hai yeh sab bas pta nhi par 2 hafte mein puri setting change kar deti hai
Aditi ab aryan ki shaadi ki photos ko dekhne lgti hai
Aditi- yeh lehnga kitna pyara hai tumhari wife ka hai yan phir usne rent pe liya tha
Aryan- nhi uska hi hai
Aditi- sahi hai waise mujhe tumse ek important baat karni thi
Aryan- kya sab thik toh hai na
Aditi ab mud ke aryan ki taraf dekhti aur uski ankhon mein ansu the aur woh emotionally vulnerable nazar aa rahi thi
Aditi- kuch thik nhi hai yaar
Aryan ab aditi ko shoulders se pakadta hai aur usko apni dost ki chinta bhi hoti hai
Aryan- kya hua kisi ne kuch kaha kya hey ro mat yaar mein hoon na bta na kya baat hai
Aditi- Mera break up ho gya yaar gautam se
Aryan- kya
Aditi- han mein bahut taqlif mein hun aryan .mein usko bahut Miss kar rahi hun
Aditi ab aisa bolkar aryan ko kas ke gale laga leti hai aur bilak bilal rone lgti hai
Aryan- kya baat ho gyi tum toh bahut khush the dono ek sath
Aditi- nhi yaar social media or sab kuch sach nhi hota hai hamara relationship bahut toxic ho gya tha shayad galti meri hi thi isliye woh chale gya .mein usko bahut Miss kar rahi hun
Aryan ab aditi ko honsla deta hai aur uska chup hone ko bolta hai .
Aryan- dekh chinta mat kar aditi sab sahi ho jayega mein hoon tere sath tujhe agar kisi bhi chiz ki jarurat ho toh mere ko bol
Aditi- filhal toh nhi mein toh bas tujhse Milne aayi hun aur ek do functions attend karne hai isliye hafte ke liye ruki hun pta nhi yaar kya ho gya hai meri zindagi ko
Aryan - par usne tumse break up kyun Kiya
Aditi- woh ..woh bas pta nhi yaar
picture s
Aryan- chal koi baat nhi tujhe abhi nhi baat karni iske baare mein toh hum nhi karte
Aditi - hmm
Sana- Aryan ( gusse mein)
Sana ab achanak upar se kapde lekar apne room mein aati hai toh aditi ko aryan ki bahon mein dekh kar aag babula ho jaati hai aur uski insecurity ka level aur upar chala jaata hai .aditi sana ki awaz sunkar ho ghabra jaati hai aur aryan ko chorr deti hai par aryan ko bilkul bhi koi farak nhi pdta kyunki usko pta tha ki uski koi galti hi nhi hai
Sana- yeh sab kya ho raha hai .
Sana ke bhi ab ankhone mein. Ansu aa gye the
Aditi ek dum aryan se side hi gyi thi aur usne dar ke maare apna sar niche kar liya tha kyunki sana usko gusse se ghur rahi thi
Aditi ab chup chap apni aankhon ke niche kar ke wahan se jaane lagti hai tabhi sana aditi ko confront karti hai
Sana- sun kamini mere pati se dur reh nhi toh mein tera woh haal karungi ki tu kabhi bhul nhi payegi samjhi
Aryan- hey sana tumko galatfehmi ho gyi hai
Sana- tum toh chup raho tumse toh mein baad mein baat karti hun ladke
Aditi- dekhiye sana ji yeh maine jaan bhujkar nhi kiya
Sana ab aditi ki ankhon mein ansu dekhti hai
Sana- tu ro rahi hai wow kya ab tu mere pati ko apne ansu dikha kar emotional karna chahti dekh aditi aage se aisa kuch maine dekha toh mein yeh nhi dekhungi tu kon hai aur kya hai mein sach mein tujhe apna sabse bura roop dikhaungi
Aditi- dekhiye sana ji apko galatfehmi ho gyi hai mein toh bas..
Sana-mujhr kuch nhi sunana hai abhi niklo yahan se mujhe zara apne pati se baat karni hai
Aditi ab wahan se chali jaati hai but sana aryan ki aakar confront karti hai aur is baar aryan bhi chup nhi rehne wala tha
Sana- yeh sab kya tha immature
Aryan- dekho sana tumko bahut badi galatfehmi ho gyi hai
Sana- konsi galatfehmi maine tumko dekha apni ankhon se usko hug karte hue .aryan kya tum mujhse pyar nhi karte .kya yeh ijjat karte ho tum meri uski bahon mein tum kaise....
Aryan- hey tum kya bol rahi ho baby thik hai mujhe woh gale lagi thi par isliye nhi ki hamare bich kuch chal raha hai
Sana - kuch bhi hmm tum ek ungrateful aur selfish husband ho aryan
Sana ab gusse mein aa gyi thi aur phir akad ke aryan ke samne khadi ho jaati hai
Aryan- ungrateful? Yaar thodo toh soch liya kar bolte hue. Tujhe pta bhi hai mein yeh kaam sirf tere liye kar raha hun aur kisi ke liye nhi agar mein chahu bade maze se bin kuch kiye 4 - 5 saal aise hi nikal sakta hun
Sana- toh ehsan kar rahe ho mere upar tum are yeh tumhari responsibility hai .tumne mujhse shadi ki hai aur tum nhi mujhe sambhaloge toh kon sambhalega
Aryan-mein hi sambhalunga darling tumhe par tum bin baat ke gussa mat kiya karo na
Sana- bin baat ke gussa thik hai toh mein bhi kisi ladke ke sath chipak ke gale lungi phir tum bhi gussa mat karna ok
Aryan- thapad maar dunga ab mein tere mujhe gussa mat dila
Sana- dekha ab tum itni si baat par thapad tak aa gye aur mein gussa na karu ek baat btao kya tum usko pyar karte ho
Aryan - kya ...nhi yaar mein sirf tumse pyar karta hun
Sana- han woh toh dekh liya maine tumhara pyar ( sana ab phir se rone lgti hai aur aryan ab usko chup karane lgta hai )
Aryan - suno meri baat i luv u thik hai tu kyun itna sochti hai yaar please are mein sirf tere baare mein hi sochta hun aditi sirf meri ek dost hai
Sana- nhi tum jhuth bolte ho
Aryan- are jaan mein kyun jhuth bolunga
Sana- tum nhi jhuth bolte toh phir kon bolta hai .suno woh tumhari bahon mein kar kya Rahi thi
Aryan- kuch nhi sana uska break up ho gya woh thoda dukhi thi isliye mere se gale lag gyi
Sana- mein bhi dukhi hun ab mujhe bhi kisi ke gale lagna hai
Aryan- toh mere gale lag jayo
Sana- nhi tumhare toh mein gale padungi
Aryan- or kitna padogi mere gale aur kya bakwas kar rahi thi tum aditi ke aage dekho tumne bahut galat kaha usko jaakar usse maafi mango
Sana- meri jhuti mange usse maafi aur tum usko side le rahe ho isse pta lag gya ki tum kis se pyar karte ho
Aryan - bahut ho gya Tera
Aryan ab sana ko deewar ke sath laga deta hai
Aryan- aaj tune khaya kya hai subah se bhole ja rahi hai chup hi nhi kar rahi hai ab chup ho jaa nhi toh
Sana- nhi toh kya
Aryan- yaar kuch bhi nhi hey sun mera tere alawa koi nhi hai par meri dost ke liye bhi meri kuch responsibility hai aur woh bahut achhi ladki hai sana ek baar toh tu uske sath baith toh sahi
Sana- baadd mein jaye tum aur tumhari dost
Aryan- thik hai phir mein jaa raha hun kaam par sham ko milunga
Sana yeh baat sunkar thodi pareshan ho jaati hai ki aryan itni jaldi hi kaam par jaa raha hai par uski ankhon ke samne baar baar aditi ka aryan ko gale lagne wala pal yaad aa raha tha
Sana- jao waise bhi tumko meri kon si parwah hai tum mujhse kahan pyar karte ho
Aryan ab sana ke dono hath pakad leta hai aur usko ek passionate kiss karta hai aur phir sana bhi aryan ko uske badle ek kiss karti hai .aisa lag raha tha jaise dona ek dusre ke lips ko explore kar rahe hain aur woh rukne kaa naam hi nhi le rahe the
Aryan - khabardar agar tune aise kuch aage se bola .mein tujhse hi pyar karta ab kya mein ab apne mathe par likhwa kar ghumu
Sana ab aryan ke aage apna muh fula leti hai
Sana- tumne mujhe meri marzi ke bina kiss kaise kiya
Aryan- marzi ke bina dekh sana ab zyada ho raha hai agar teri Marzi ke bina tha toh phir tune mujhe dobara kiss kyon kiya
Sana- mein tumko kiss karungi hato shakal dekhi hai apni
Sana ab wahan se jaane lagti hai par tabhi aryan sana ki front side ko deewar par laga deta hai aur uski gand par apna lund maslane lagta hai
Sana- chorr mujhe tharki kahin ke
Sana- aryan mein tera sar far dungi
Sana man mein - ohh iske kitna achha lagta hai ohhhh fuck mein aise khud ko control nhi kar paungi ab mein kya karu
Sana ab aryan ka virodh toh kar rahi thi usko bol bol kar par uski body iske pura ulta react kar rahi thi aur ab usne hath paer chalane bhi bnd kar diye the upar se aryan bhi pure mood mein aa gya tha but usko bhi pta ki is waqt woh dono sex nhi kar rahe the aur sana bhi ab khud aryan ke lund par grind karna shuru kar rahi thi aur usne masti mein aryan ke face ko pakad liya tha
Sana- ohh fuck tum bahut gande ho yaar ahhh bas ab aur nhi hota mein tumse koi baat nhi karne wali ohh baby i hate u