Iska yahi samjh nahi aata ye serious h ya rabdi rona kar raha h..Last thing you would expect Aashish to be serious...Abhi naach raha tha story sabko pasand aa rahi hai...

Iska yahi samjh nahi aata ye serious h ya rabdi rona kar raha h..Last thing you would expect Aashish to be serious...Abhi naach raha tha story sabko pasand aa rahi hai...

Is everything alright..??Nahi men Us time appan ko bhut jarurat hansi majak karne ki
Problem meri thi lekin woh kuchh din bhut bekaar gujre the
Isme kya be a man har kisi ki life main problem aati hai unse ubharna hi pdtaBe a man..![]()
Abhi theek haiIs everything alright..??
Saada jeevan jeene wala insaan h apan..Aaj kya banya

Baraf daal le ke jaya kar andar..

Kuchh khate to hoge hi kya chatni roti bnayiSaada jeevan jeene wala insaan h apan..![]()
Kahan se chempaTumko paakar jo mili us zindagi ka kya karun,
Dil na fat jaaye kahi itni khushi ka kya karun,
Mai na kahta tha mai tarsa hua hu pyaar ka lo ab mohabbat ho gayi ab dosti ka kya karun,
Chand mera hai to bas mujh tak pahochna chahiye,
Har taraf bikhri hui is chaadni ka kya karun..
Raj_sharma
