Update 67 (part 5)
Guddu - abhi tak tu aaya nhi sale mein toh wine bhi mangwa li aur wine ko chorr jo dil jonsa brand pina hoga pi Lena bas jaldi aaja itne dino baad hi sahi ham chill toh karenge na milakar
Sana ab gusse se aryan ki taraf dekhti hai aur aryan samajh jaata hai ki kya hua hai phir sana woh mobile speaker rakh deti hai
Aryan- guddu sorry yaar nhi aane hoga woh mujhe halka sa bukhar ho gya hai
Guddu - thik hai bhai apna khyal rakhna
Aryan - chal bye ok
Sana ne is waqt phone ko speaker on kar rakha tha aur woh aryan ki taraf gusse se dekh rahi thi aur aryan ne uski taraf dekh kar sharam ke maare apna muh nicha kar liya tha
Guddu-ruk puri baat toh sun behan ke laude tune aaj galat kiya mere sath
Aryan- kya ho gya dekh mein phone rakh Raha hun
Guddu- puri baat sun meri phir phone rakhna
Aryan ab phone kaatne ki koshish karta hai par sana usko ghur ke dekhti hai aur apni ungli dikha kar dhamki deti aur ishara karti hai ki phone ko hath bhi na lagaye .
Guddu- yeh baat bta tu aaj itna dukhi kyu lag raha tha phone par kya bhabhi se jhagda ho gya behanchod chinta mat kar saale yeh aurtien aise hi jhagda karti hai koi zarurat nhi hai tere ko manane ki agar ladai Hui hai dekh jitna sar par biwi ko chadayega utna fayada uthayegi tera .
Aryan- nhi yaar koi jhagda nhi hua waise bhi sana toh kabhi gussa hi nhi hoti tujhe nhi kuch pta meri wali alag hai bhai dusro ke jaisi nhi hai
Guddu- bhai har Aashiq ko yeh hi lagta hai uski wali alag hai tujhe pyar ho gya hai aur kuch nhi dekh biwi ko na jhuti ke niche hi rakhna chahiye jyada uchle toh maar do ek thapad phir dekhna kaise aage se phir chu ki awaj bhi nhi aati
Aryan man mein - saale tu marwayega mujhe aaj abhi toh sab thik hua tha tujhe bhi manhoos har baar galat time par phone karna hota hai khud toh bhumika ke samne teri chu nhi nikalti mote
Aryan - are tu kya bol raha hai aurton ke sath aisa nhi karte tujhe pta hai aurat ke bina hamari koi aukaat nhi hai pura ghar woh sambhalti hai hum unke bina apni life nhi imagine kar sakte
Guddu- yeh baat toh Teri bilkul thik hai
Aryan - hai na
Sana man mein - shukur hai kuch toh akal hai is guddu mein
Guddu- bilkul agar mere ghar ki maid 2 din kaam par na aaye toh saare kaam khrab ho jaate hai yaar tu bilkul sahi hai aurat hai toh hum hai kya waise tere paas contact hoga kisi maid ka mujhe lagta hai meri maid saali kabhi kabhi hamare ghar par chori karti hai .
Aryan man mein - behan ke lode phone rakh
Sana- oho yeh aryan ke saare dost aise hi hai kya ek no ke badtamiz, mannerless aur bigade hue aur yeh mere wala kon sa kam hai itni dant padi hai isko aur maharaj ji ko drinks karne jaana tha isliye itne nakhre kar raha the mujhe laga pareshan hoga uffff yeh kab samajhdar bnega mere ko toh iski hi tension lagi rehti hai
Guddu- waise ek baat kahu bura mat maniyo bhabhi hai waise ek dum kadak maal matlab bahut hot hai galat way mein nhi keh raha hun bhai tune toh khub maze liye honge bta na mujhe kitni baar kiya kiya .saare ched fateh ho gye .
Aryan man mein - bhonsdike tu gya saale kal teri gaand par dande marunga kutte teri behan ki chut saale tu gya ab kal teri tu party mein mil tu mujhe phir btata hun kya kiya hai Maine
Sana ab disgusting sa face bna leti hai uski baat sunkar
Sana man mein - ohh shii yeh kya bakwas ka raha hai kamina kitna ganda laga mujhe ohh aryan kya hai yeh cartoon bada ghatiya insan lgta hai yeh kon puchta hai woh bhi apne dost se woh bhi uski wife ke baare mein
Aryan- tu pagal hai guddu yeh tu kya bol raha hai mein tujhe kyu btau yeh sab chize dekh ab tu badtamizi kar raha hai mujhe bahut gussa aa raha hai teri baat sunkar
Guddu- achha thik hai yaar tu gussa mat ho tu sahi bol Raha hai woh yaar flow flow mein nikal gyi yeh baat chal thik hai bhai mein phone rakhta hun waise agar kehta hai toh apne kisi Naukar ko tere ghar par bhejkar yeh bottle bijwa deta hun
Aryan - nhi nhi mein sharab nhi pita yeh achhi chiz nhi hai
Guddu- are baat toh bilkul thik hai par ek mistake ho gyi tere se yeh sharab ghatiya hai par isliye mera manana hai isko pikar khatam hi kar dena chahiye is duniya se aur tu kab se sant ban gya bhai .
Sana man mein - kya ghatiya joke maara isne aur aryan thodi toh sharam kar tu kitna jhuth bolta hai tu aur upar se yeh ek no ka bakchod admi
Aryan- dekh yaar mera phone cut kar mere sar dard ho Rahi hai mujhe rest karne de
Guddu - achha thik hai yaar bye luv u bhai
Aryan - call cut kar behan ke l...
Aryan jab gali nikalne wala tha tab sana usko rok leti hai apni ankhein dikha ke
Guddu - bhai phone tab hi rakhunga jab tu bhi l luv u bolega
Aryan- dekh bhai mein bahut pareshan hun mujhe tang mat kar
Sana man mein- kya i luv u bas yeh hi sunana baki rha kitna ajeeb hai yaar kahi mera pati gay toh nhi are yaar yeh main kya soch rahi hun shii nhi nhi aryan toh mard hai mard .
Aryan - achha yaar i luv u phone rakh ab
Guddu - ok bye, bhabhi ko mera hi kehna aur agar ladai hui hai toh mana le jaake baad mein pachtayega
(Guddu ab phone rakh deta hai )
Sana ko ab gussa aa raha tha aur woh thoda awkward feel kar rahi thi
Sana- kya hai yeh ( gusse mein )
Aryan- kon
Sana- yeh cartoon aur kon isko iske gharwalon ne akal nhi sikhayi kuch bhi bolta hai yaar aur tumhara koi dost hai jo thoda gentleman type ho ke sabhi lafange hai ek karn bhaiya hai thode thik hai baki kisi ko akal nhi hai kal tumhare kisi dost ka phone aaya tha uska bhi yeh hi haal tha .
Aryan- kon aur tumne mujhe btaya kyu nhi kya naam btaya usne apna
Sana- sundar naam tha uska bol raha tha ki tumse baat karni hai jab maine kaha ki ghar par nhi hai toh kehne laga ki bhabhi aap na mujhe kisi parul ka number send kar do aryan ne apne phone mein save Kiya hoga
Sana- tum bhi inke jaise ho kya lagte ho toh tum bhi aise hi ghatiya kisam ke
Aryan- are yaar maine toh koi ghatiya harqat nhi ki phir tum aisa kyu bol rahi ho aur bas karo yaar aur kitni class logivmeri
Sana- abhi toh class shuru hui hai aur yeh jo tumhe papa ne itna danta par abhi bhi tumhe akal nhi aayi aur apne dost ke sath party karne jaa rahe the uske ghar sharab pine ghatiya nhi hai kya
Aryan- bas karo ab pehle baap ne batatien suna di ab tum suna Rahi ho mujhe tum logo ne koi punching bag samajh rakha hai
Sana- punching bag ? dekho thodi toh self respect honi chahiye aryan thoda tha zuban ki koi value honi chahiye tumne mujhe kaha tha ki baby mein sharab nhi piyunga but tum phir party karne apne dost ke ghar jaa rahe the aur tumne mujhe niche ghiraya sirf isliye ki tum wahan jaa sake aur mujhe laga ki tum pareshan ho isliye aisa kar rahe ho .
Sana- yeh jante hue bhi tum wahan jaa rahe thi ki sharab ki wajah se hamara kitna jhagda hua aur mere se na ab yeh nhi hota ki mein tum par hath uthatyu mujhe sharam aa gyi hai par tumhe nhi aayi dekho hath jhodti tumhare aage mujhe maaf kar do par mera ho gya tumko Jo karna hai karo .
Sana- mein nhi rokungi ab kyunki mujse ab roj roj jhagde nhi hote papa bilkul sahi keh rahe the tumhe papa sach mein koi future toh nazar nhi aa raha hai tum yeh hi karoge saari zindagi.
Aryan - toh tumne bhi le li na mere baap ki side
Sana ab gusse mein apne hath fold kar leti hai
Sana- han le li ,( bloody loser ) sana aryan yeh baat dhire se bolti hai par usko sab sunayi deta hai
Aryan - aa gyi na asliyat zuban par
Sana- han aa gyi phir kya kar loge btao btao ab chup kyu khade ho
Aryan - toh kyo reh Rahi ho tum ek loser ke sath .
Sana- kya karu majburi hai shadi ho gyi tumse rehna pad raha hai waise bhi tumhe chorrkar yahan sab bahut achhe hai aur meri kadar bhi karte hai dekho Mere kamar mein bahut zyada dard hai mujhse ab aur nhi honge yeh drame
Sana- tumhe niche aana hai yan nhi aana hai tumhari marzi nhi toh pade raho idhar bas subah mera dimag mat khana baki tum koi meri pyari papa ki pari nhi ho jo tumko mein har baat par pamper karu ladke ho 22 saal ke achhe khase chorr do ab sab yeh harqate .
Sana- nhi toh saari zindagi loser ka tag lekar phiroge, mein bhi bala tumse baat hi kyu kar rahi hun aaj tak bhains ke aage been bajane ka koi fayda hua mein ja rahi hun aana hoga toh aa jana
Sana ab apna pajama uthati hai aur wahan se gussa hokar jaane lagti hai
Sana- hmm maine bhi kya sochkar utara is pajame ko waise bhi mere efforts ki koi kadar hi nhi hai is ladke ko
Aryan- han nhi hai kadar aur jao yahan se mein upar hi so jaunga
Sana- han thik hai pade raho idhar hi mujhe kya maine tumhara koi theka nhi le rakha hai .
Sana- jab dekho yeh hi haal hai iska
Sana ab niche chali jaati hai room mein aur aryan ek dusra ciggerate nikal ke pine lgta hai